BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

Go Back   HOME > Welcome to all the Students > Islam
Islam Full of Islamic Stuff



Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Old 21-09-2009, 06:20 AM   #1
احسن
Default Reality of Sufi'ism/Tasawaf/Spirituality....?

Asalam o Alaikum
Usman Latif Ch sahab!
Allaah paak aap ko jazay Khair ata farmay, ameen

aap nay kuch batain ki jin main shaid 5% sadaqat ho saktu hay.
laikin banday nay apni tamaam uner iss shoba e deen main guzar di hay.

aap agar pasand karain to Tasawuf e Islami kay mutalak jo ghair sharai
af'aal muasharay main raij hain, banda un kay mutalik aik alihida thread
open kar kay baat kar lay aur ap ki iss mail ko hawala bana lya jay to kaisa
rahay ga. Laikin kabal iss kay k baat ho sakay aap ki ijazat matloob hay.

umeed hay kay aitaraz baray aitaraz to bat karna yaha maqsood nahi.

agar seekhnay aur sikhanay ki baat hay to phir aapkay hawalay ko bunyaad
banana buhut zaruri hay. jawabaat bhi usi thread main atay rahay gay.

insha allaah

ulma e haq go nay is baat ki wazahat ki hay kay tanqeed karna asaan hay laikinn islah baray islah kay samundar main utarna dunya ka sab say mushkil kaam hay. tanqeed ka haq sab ko nahi hota. balkay ahle fun hi us per jaraah karain gay. Ap sawal kar saktay hain kay quran aur hadis say ahle tasawuf kay manasib aur is ka saboot farahum kya jay?

ap ki bato say mehsoos hota hay kay app bhi kisi peer sahab kay dasay huay hain. jo apnay aap ko qalander kahtay thay. aur niklay ccharsi. LOL.......aisa hi fitna muashray main phaila hua hay. Allah pak sab ko mehfooz rakhay.ameen

ijazat dain kay banda alihida thread main apkay ashkalaat duur kar day . kya maaloom kay usman Latif Chaudhary buhut say behen bhaiyu ki hidayat ka sabab bun jay aur Usman Latif Chaudhary ki wajah say kharay khotay ki pehchan ho jay........................??

jawab ka ab intazar rahay ga

:}

والسلام
Khair andaish Banda
احسن
  Reply With Quote
Old 21-09-2009, 06:50 AM   #2
usman_latif_ch
Default Re: حکاياتِ تصّوف

mein janab kisi peer sahib ka nahi dasa hwa...or kya he acha hota k mein apny payare peer Hazarat Muhammad (S.A.W) ka mukamal toor per dassa hota...( means unki batoon per mukamal toor per amal kerta allah mujhay himat dye or tofeeq bhi atta karay ameen)
ok Mr. Ahsan lets start i will show what is real tasawaf....and what are the aqaids of ehl e tasawaf...

first tell me what you want to say about tasawaf and "ehl e tasawaf"...
what you say and what are your believes....

Last edited by usman_latif_ch; 21-09-2009 at 10:52 AM.
  Reply With Quote
Old 21-09-2009, 11:18 AM   #3
usman_latif_ch
Default Re: حکاياتِ تصّوف

Quote:
aap nay kuch batain ki jin main shaid 5% sadaqat ho saktu hay.
mein ny jo batain kien wo 100% sach hain or ahista ahista mein yeh sb sabit bhi karoonga or jahan tk tasawaf/sufi'ism/spirituality ka taluq ha yeh sara ka sara deen he "hakayaat te sufah" per mabni ha na k quran or hadeeth per or hakayaat jhooti bhi ho sakti hain or sach bhi or ajkal tu apny apny bazurgoon ko sacha or bari karamat wala sabit kerny k liye bohat sy log sari hakayaat apni taraf sy hr suna suna kr logon ko mayal kerty hain tk k allah k bandon ko allah k he bana diya jata ha
Name:  63.gif
Views: 2101
Size:  40.8 KB
Quote:
laikin banday nay apni tamaam uner iss shoba e deen main guzar di hay.
tu phir banday ny sari umer ek aesy shoba e deen mein guzar di jis ka deen sy siray sy he koi taluq nahi kash k apny apni sari umer shariyat k mutabiq guzari hoti kyoun k allah hamain quran diya ha or apny nabi k zaryeh shariyat di ha or iss k bad deen main taman ilm k darwazay band ho chukay hain kyoun k allah ny or ws k rasool ny hm per deen mukamal kr diya ha or sirf or sirf yehi rah e nijat ha

Quote:
aap agar pasand karain to Tasawuf e Islami kay mutalak jo ghair sharai
af'aal muasharay main raij hain, banda un kay mutalik aik alihida thread
open kar kay baat kar lay aur ap ki iss mail ko hawala bana lya jay to kaisa
ap yahan issi thread mein bat kr sakty hain

Quote:
umeed hay kay aitaraz baray aitaraz to bat karna yaha maqsood nahi.
nahi sirf haqeeqat ko janana or wsko manana matloob ha
Quote:
ulma e haq go nay is baat ki wazahat ki hay kay tanqeed karna asaan hay laikinn islah baray islah kay samundar main utarna dunya ka sab say mushkil kaam hay. tanqeed ka haq sab ko nahi hota. balkay ahle fun hi us per jaraah karain gay.
ap behtar hoga ulma haq go ki bat nahi allah or ws k rasool ki batoon sy sb biyan karain kyoun k ulma haq go hr ek k nazdeeq mukhtalif hain ap k koi or mere koi or or kisi k koi or tanqeed ka haq allah ny hr insan ko diya ha ta keh hr koi hr bat ko sahi toor per smjh kr haq jan sakay
Quote:
Ap sawal kar saktay hain kay quran aur hadis say ahle tasawuf kay manasib aur is ka saboot farahum kya jay?
han mein yeh sawal zarror kata or yeh bhi kerta k k allah k quran or shariat k hotay hway ek new branch of knowledge ka deen mein izafa kyoun kiya gaya kya hamare liye wohi deen kafi nahi ha jis ka allah ny or ws k rasool ny hamain hukam diya or ws per amal kiya....
or mein yeh bhi poochana chaoon ga k tasawaf ka aghaz kahan sy hwa iss ki wajha or base kya thi


Quote:
ap ki bato say mehsoos hota hay kay app bhi kisi peer sahab kay dasay huay hain. jo apnay aap ko qalander kahtay thay. aur niklay ccharsi. LOL.......
chalo agar wo charsi na hoota or sahi qalander he hota tu yeh qalander kahan sy banaye gye hain
Quote:
aisa hi fitna muashray main phaila hua hay. Allah pak sab ko mehfooz rakhay.ameen
jee han bilkul bohat sy aesy he fitnay deen mein aa chukay hain jin ka aj sy 1400 sal pehlay or ws k kai arsa tk koi wajood he nahi tha

Quote:
ijazat dain kay banda alihida thread main apkay ashkalaat duur kar day . kya maaloom kay usman Latif Chaudhary buhut say behen bhaiyu ki hidayat ka sabab bun jay aur Usman Latif Chaudhary ki wajah say kharay khotay ki pehchan ho jay......
jee han bilkul kyoun k allah ny farmaya ha k jab haq aa jata ha tu batil bhag jata ha or allah ka quran haq ha ...

Quote:
jawab ka ab intazar rahay ga

intazar mat karain ....i am always ready


Last edited by usman_latif_ch; 21-09-2009 at 11:59 AM.
  Reply With Quote
Old 22-09-2009, 08:24 AM   #4
احسن
Default Re: حکاياتِ تصّوف

ماشاء اللہ
آپ کی باتیں تو ایسی ہیں جن سے غیر مقلد ہونے کی بو آرہی ہے

بو کہا ہے بدبو نہیں کہا

اور آپ نے سارے حوالے رضا خانیوں کے اُٹھا کر دے دئیے

جبکہ اُن اہلِ بدعت لوگوں کو قرآن کی ایک آیت تو سمجھ نہ آئی

آپ حضرت شافعی صاحب کو مانتے ہیں؟

حیرت ہے؟

اِس کی تصدیق کیجئے

کیونکہ غیر مقلدین تو اُنہیں گالیاں دیتے ہیں

دین کی بات خود ساختہ اجتہاد سے کیسے ہونے لگ گئی؟

حیرت ہے حضرت شافعی صاحب نے ذکر اللہ کو کفر کہا؟

یہ کہاں پڑھ لیا؟

آپ کس کی تقلید کے قائل ہیں

؟؟؟

میں شافعی ہوں

برملا کہتا ہوں

آپ بات کرنا چاہتے ہیں ضرور کریں

بندہ حاضر ہے

والسلام
  Reply With Quote
Old 22-09-2009, 10:19 AM   #5
usman_latif_ch
Default Re: حکاياتِ تصّوف

Quote:
ماشاء اللہ
آپ کی باتیں تو ایسی ہیں جن سے غیر مقلد ہونے کی بو آرہی ہے
nahi ap ki soch kitni chooti ha...mein ghair muqalad nahi hn, han mein muqalad hn unka jin k sare sahaba (R.A) muqalad thay unka muqalad jin k bare mein allah k nabi ny duniya mein jannt ki basharat di han mein unhi ka muqalad hn jin ka name Hazarat Muhammad (S.A.W) ha jin k bare mein allah ny quran pak mein kaha k meri or mere nabi ki peeevi kero duniya or akhrat ki kamyabi k liye mein ny kahin nahi perha k allah ny kaha quran mein k kisi or ki parvi kero....han shaid ap logon ko allah ny special kuch aesa kaha ho kisi apny bazurg k zaryeh jin ko ap k mutabiq aj tk bhi allah ki taraf sy ehkamaat aty hain (naoozbillah)

han mera name "muslim" ha jo allah ny mujhay qalma perhnay k bad diya
agar kaho tu mein "Ahl e sunnat" bhi hn kyoun k mein nabi ki batayi hwi sunnayat per amal kerta hn jin ka zikar sahi ahadees mein ha
kaho tu mein "wahabi" bhi hn kyoun k Al -Wahab Allah ha mein wska banda bhi hn or iss k elawa mein kisi wahab ko nahi janta na mera koi taluq ha ws sy
kaho tu mein "Ahle hadith" bhi hn kyoun k mein hadees ko manta or amal kerny ki poosri kooshis bhi kerta hn...


Quote:
بو کہا ہے بدبو نہیں کہا
Apka haq ha jo kaho Allah k nabhi ko bhi mushraqeen e makkah ny bohat kuch kaha tha jab unhon ny sirf ek allah ko manany ka hukam diya tha or apni parvee kerny ko kaha tha

Quote:
اور آپ نے سارے حوالے رضا خانیوں کے اُٹھا کر دے دئیے

جبکہ اُن اہلِ بدعت لوگوں کو قرآن کی ایک آیت تو سمجھ نہ آئی
mei ny raza kahniyon ka name pehli bar ap sy sunna mein kisi ko nahi janta or quran ki un ko ek aeyat smjh nahi ai or apko koi bhi aeyat nahi smjh ai ...han balkeh shaid ap k iss shoba e deen ka tu quran sy zada apny sufah ki haqayaat per yaqeen ha nazoozbillah ap k nazdeeq quran or hadees perhi jati ha jab bhi ap chirnay lagty ho mein ny kai loogon sy ap sy pehlay bhi aesa experience kiya ha

Quote:
آپ حضرت شافعی صاحب کو مانتے ہیں؟

حیرت ہے؟

اِس کی تصدیق کیجئے
Nahi mein shakhseeyaat ko aesay nahi manta jesy ap mein un batoon ko manta hn jo allah or ws k rasool k ehkamaat k mutabiq sahi hain wo jo bhi kahay
Quote:
کیونکہ غیر مقلدین تو اُنہیں گالیاں دیتے ہیں
Mein tu bas yehi janta hn jo kisi ko gali deta ha allah ws per ek apna farishta muqarar ker deta ha jo wsko galiyan wapis deta ha (according to a hadith)
Quote:
دین کی بات خود ساختہ اجتہاد سے کیسے ہونے لگ گئی؟
kn sa deen wo deen jo allah ny apny nabhi k zaryeh hamain diya yan wo jo 600 -700 sal pehlay ap k sufah ny bana kr shuru kiya

Quote:
حیرت ہے حضرت شافعی صاحب نے ذکر اللہ کو کفر کہا؟

یہ کہاں پڑھ لیا؟
Nahi hazrat shafi sb ny allah k zikar ko koofar nahi kaha yehi tu apki aqal ha bat doobara ghore sy perhain unhon ny kaha k allah k zikar sy shuru ho kr koofar tk ly kr jaty ho ap log...
Quote:
آپ کس کی تقلید کے قائل ہیں

؟؟؟
bata chooka hn kn hn kis ko follow kerta hn
Quote:
میں شافعی ہوں

برملا کہتا ہوں
kash k ap bhi muslim hotay mein ny qasam khuda ki kahin nahi perha k shafi jannat mein jayn gy mein ny jahan bhi quran or hadees mein perha ha k momaneen allah k bandy hain or wohi jannt k wariss hain...
.................................................. .................................................. ..............................................
ap ny meri abhi tu uper wali kuch baton ka answer nahi diya tu agay kya kahon apko abhi....
chalo khair mein ap k deen ki base sy shuru kerta hn phir bhi laqin ap mere uper poochay gye sawalat ka jawab bhi zaroor dena jo iss sy pehli post mein poochay

ap k deen ki base he galat or koofar ha(mere mutabiq nahi allah k quran k mutabiq, neechay perhain) tu baqi ws k uper bani emarat kaise sahi ho sakti ha


yeh raha apka or ap k ulma e haq go ka aqeeda

Name:  WAHDAT-UL-WAJOOD1.GIF
Views: 1906
Size:  65.5 KB

or yeh raha allah ka diya hwa aqeeda

Name:  Fawqiyyah.gif
Views: 1577
Size:  66.8 KB


Last edited by usman_latif_ch; 22-09-2009 at 10:31 AM.
  Reply With Quote
Reply

Tags
reality

Thread Tools Search this Thread
Search this Thread:

Advanced Search
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

 
 

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 03:08 PM.


Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.