![]() |
|
Islam Full of Islamic Stuff |
![]() |
| Thread Tools | Rating: ![]() | Display Modes |
![]() | #1 |
![]() Apni dunia main yoon mast rehta tha main Moot ki fikar na karta tha main Gunah ko gunah na samjhta tha main Lazzaton kay pechay bhagta tha main Dil chahta tha kabhi kay parhon namaz Par Jism ko masjid tak na lay ja pata tha main Dunia ki ronaq main rehta th amagan Waqt apni yaari dosti main barbad kerta tha main Phir aik din achanak aankh kay agay andhera chhaya Phr aankh khuli tu apny aap ko qabar main paya Ghar jana chaha, laikin ja na paya Dar lagta hay mujhay iss andhary say Awaaz deta hon laikin koi sunta nahi Kia karon main kuch samjh nahi aata Pata tha sab kuch kaash pehlay sambhal jata. ![]() | |
![]() |
![]() |
Tags |
jata, kaash, kuch, pata, pehlay, sab, sambhal, tha |
Thread Tools | Search this Thread |
Display Modes | Rate This Thread |
|