31-10-2011, 10:33 PM
|
| Senior Member | | Join Date: Sep 2008 Location: Lahore Age: 39
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore) | |
Zindagi ka sochta hon na zamany ka sochta hon Zindagi ka sochta hon na zamany ka sochta hon
Main to bas ussy apna banany ka sochta hon
Us kay roth jany kay andaaz ki qasam
Wo roth jaye to manany ka sochta hon
Usne na ki wafa to koi gila nahi
Main us se wafa'ein nibhane ka sochta hon
Wo mujh ko rulaye to koi baat nahi WASI
Main ro kar bhi ussy hasany ka sochta hon. |