Zara Si Raat Dhal Jae Zara Si Raat Dhal Jae To Shayad Neend Aajaye Zara Sa Dill Behal Jae To Shayad Neend Aajaye Abi To Karb Hai, Bechainian Hain, Beqarari Hai Tabiat Kuch Sambhal Jae To Shayed Neend Aajaye Abhi To Narm Jhonkon Main Chupi Hain Yaaden Teri Hawa Ka Rukh Badal Jae To Shayad Neend Aajaye Ye Hansta Muskurata Qafla Chand Taaron Ka Zara Agay Nikal Jae To Shayad Neend Aajaye Ye Toofan Aansuon Ka Jo Umad Aaya Hai Palkon Tk Kisi Surat Jo Tal Jae To Shayad Neend Aajaye
__________________ 
ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls www.momnagull.com |