05-05-2011, 06:22 PM
|
| Contributor | | Join Date: Sep 2010 Location: Multan cantt
Posts: 618
Program / Discipline: Applied Biology Class Roll Number: infinity | |
yun hai..... Us ka apna hi karishma hai, fason hai yun hai Kehny ko to sabhi kehty hain k yun hai, yun hai Jese koi dar-e-dil pe ho estada kab se…… Eik saya na daron hai na baron hai, yun hai Tum muhabat mai kahan sood-o-ziyan le aye Eshaq ka naam khird hai na jannu hai, yun hai Ab tum aye ho meri jaan tamasha kernay Ab to derya mai taltam, na sakoo’n hai yun hai Nasiha tujh ko khber kia k muhabt kia hai Roz aa jata hai, samjhata hai,yun hai,yun hai Shaaeri taza zamanu ki hai memaar Faraz Ye bhi ek silsila-e-kun fayakon hai, yun hai
__________________
If u got nothing to lose, then baby u got it all....!!! |