Ye ju deewanye se do chaar nazar atye hein,
inn mai kuch sahab-e-israar nazar atye hein,
teri mahfil ka barham rakhtye hein su jatye hein,
warna ye loog tu baidaar nazar atye hein,
door tak na koi sitaaraa ha na koi jugnoo!
Murgg-e-umeed k asaar nazar atye hein,
merye daamin mai shararoon k siwa kuch bhi nahi,
aap phooloon k kharidaar nazar atye hein,
kal jinhein choo nahi sakti thi farishtoon ki nazar,
aaj wo roonaq-e-bazaa nazar atye hein,
hashar mai kon gawahi meri de ga "Sagir",
sab tumharye hee tarafdaar nazar atye hein. . .