Woh aadmi aam sa
Ik qisa na tmam sa
Na lehja bemisal hey
Na bat mein kamal hey
Hai dekhney mein aam sa
Udasion ki sham sa
Jaisey aik raz hey
Khud sey be-niaz hey
Na mehjabeenon se rabt hey
Na shuhraton ka khabt hey
Ranjha hai, na Qais hey
Insha hai, na Faiz hey
Wo peker-e-ikhlas hey
Wafa, Dua aur aas hey...
Wo shakhs khud shnaas hey
Tm hi karo ye faisla!
Woh aadmi hey aam sa?
Ya phir boht hi khas hai!,
__________________
ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls
www.momnagull.com