BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan Right Header

Register FAQ Community Calendar New Posts Navbar Right Corner
HOME BZU Mail Box Online Games Radio and TV Cricket All Albums
Go Back   BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan > Entertainment & Enjoyment > Poetries > Urdu Poetry

Notices

Urdu Poetry Share Poetry here,Just for the poetry loving students...


Reply
 
Thread Tools Search this Thread Rate Thread Display Modes
  #1  
Old 02-05-2009, 09:26 AM
Muzammil's Avatar
Super Moderator

 
Join Date: Oct 2008
Location: Mars
Posts: 822
Program / Discipline: English
Class Roll Number: 1234
Muzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud of
Default Shhh! koi sunn na lai unkahi baatain

koi Su’nn na lai unkahi baatain..
Zindagi ko na chairro…ro dey gi…

jab yai roey gi tou merey dil ki aawaz Sunaai dai gi,

jaisey koi ghum ka saaz

aur yun merey ehsaas mai samaey gi,
Yaad yun aaien gi wo sab guzri baatein

har beet_ta pal apney aap main kho ker
thora mujh se qareeb, thora door ho ker

mujh sai apnay anjaan honay ka
gila karay ga


Ehsaas hoga…

kay, aankhon kay yai aansoo..
ye meri hasratein, ye justujoo

bai naam nahi hain,
muntashir in mai haein guzri baatein

wo beeta pal wo guzra huwa kal
kabhi kabhi anjaaney sapnon ki raah sajaey

apni nazrain chupaata huwa…..
mujh ko anjaan nazroon sai dekhta jaey..


Ehsaas hoga…

kay, ird gird kay log…
kuch aisay guzertay hain merey paas sai..

kay main koi jism nahi, ek saya hoon
aik aisa aks hoon jis ka koi wujood nahi!

mujh mai koi mojood nahi
Aik tarap hai…..

unkahi si….

aik khalish hai…

Dabi dabi si

jis kay ehsaas ka koi naam nahin

aik rog hai…
ba zahir koi zakhm nahin…

aik soag hai …aik ahh si hai…
jis ki apni koi Aawaaz nahin…

raaz aisa hoon mai ke jiska koi
hamsukhan, hamnafas hamraz nahi


Kis say kahoon ?

kis kis ko samjhaoon…
kay aur ronay ko dil ab nahi kerta…

koi laikin kiya jaaney, kiya samjhey..
kay inn aankhon sai na janey

kabhi kabhi.. kitney aansoo barastey hain…

Or yai dil tou….

aksar hi aasooda-e-gham rehta hai…
Woh jatey jatey Aankhon mai sapney saja gaya
Goya baghair saans kai jeena sikha gaya.
__________________
Some thing about me but hardly can find
http://www.muzammilbashir.com/
Reply With Quote
Reply

Tags
baatain, koi, lai, shhh, sunn, unkahi


Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests)
 

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Khushk Honton Se Hua Krti Hen Meethi Baatain Mohsin….! usman_latif_ch Aik Shair Aik Ahsaas 0 15-12-2011 10:12 AM
Tera Deedaar, Teri Fiker, Tujh Say Piyar ki Baatain ~~ Takaaza Dil-e-Nadaan ka ye Subah Shaam Hota Hay. usman_latif_ch Aik Shair Aik Ahsaas 0 31-10-2011 04:42 PM
Sochnay ki baatain; Pakistani Politics thecool News & information/IT Pictures 1 08-08-2010 05:45 PM
Tilawat Sunn nay say Zehni Dabao kam hota hay, Amreci Mahreen .BZU. Islam 0 27-08-2009 06:38 PM
Mein Sun kay Uss ki Sab Baatain .BZU. Designed Poetry 0 04-04-2008 03:01 PM

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 02:41 AM.
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.