BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan Right Header

Register FAQ Community Calendar New Posts Navbar Right Corner
HOME BZU Mail Box Online Games Radio and TV Cricket All Albums
Go Back   BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan > Entertainment & Enjoyment > Poetries > Urdu Poetry

Notices

Urdu Poetry Share Poetry here,Just for the poetry loving students...


Reply
 
Thread Tools Search this Thread Rating: Thread Rating: 1 votes, 5.00 average. Display Modes
  #1  
Old 17-08-2010, 11:35 AM
Nadeem Iqbal's Avatar
BZU EVENTS

 
Join Date: Nov 2008
Location: *************
Posts: 294
Contact Number: +923xxxxxxxxx
Program / Discipline: BSCS
Class Roll Number: 00-00
Nadeem Iqbal is a jewel in the roughNadeem Iqbal is a jewel in the roughNadeem Iqbal is a jewel in the rough
Nice topic Kaho to laut jate hain

KAHO TO LAUT JATE HAIN

ABHI TO BAAT LAMHON TAK HE, SALON TAK NAHI AAI

ABHI MUSKANOON KI NOBAT BHI NALON TAK NAHI AAI

ABHI TO KOI MAJBORRI KHIYALON TAK NAHI AAI

ABHI TO GARD PEROON TAK HE. BALON TAK NAHI AAI

KAHO TO LAUT JATE HAIN

CHALO EK FAISLA KARNE SHAJHAR KI AUT JATE HAIN

ABHI KAJIL KI DORI SURKH GALON TAK NAHI AAI

ZUBAN DATOON TALAK HAI ZEHR PIYALON TAK NAHEEN AAI

IBHI TO MUSK-E-KUSTORI GHAZALOON TAK NAHIN AAI

IBHI RODAD-E-BEUNWAN HUMARAY DARMIAN HE, DUNIYAN WALLOON TAK NAHIN AAI

KAHO TO LOUT JATAN HAN

CHALO IK FAISALA KARNAY SHARJER KI OUT JATAN HAN



ABHI NAZDEEK HAN GHAR AUR MANZIL DOOR HE APNI

MUBADA NAR HO JAYAY YE HESTI NOOR HAI APNI

KAHO TO LOUT JATAY HAN

CHALO IK FASALA KARNAY SHAJAR KI OUT JATAN HAN.

YE RASTA PIYAR KA RASTA,

RASAN KA DAR KA RASTA,

BOHAT DUSHWAR HE JANA

KEH IS RAASTAY KA HER ZARRA BHI IK KOHSAAR HE JANA.

KAHO TO LOUT JATAY HAN

CHALO IK FASALA KARNAY SHAJAR KI OUT JATAN HAN.

MARAY BARAY NA KUCH SOCHO

MUJHAY TO SATH TUMHARAY AMER HOUNAY KI HASRAT HE

MUJHAY TAY KARNA ATA HE RASAN KA DAR KA RASTA

YE AASEBOON BHARA RASTA

YE ANDHI GHAR KA RASTA

TUMHARY GAISOOUN KI CHAOON MIL JAYAY TO SURAJ SE ULAJHNA BAT Hi KIA Ha

UDHA LO APNA SAYA TO MERI OUQAT HI KIA HE

TUMHARA NARM O NAZUK HATH MERE HATH MAN HO TO ME YE SAMJHO

KE JASAY DO JAHAN HOON MARI MUTHI ME

TUMHARA KURB HO TO MUSHKILAIN KAFOOR HO JAEEN

YE UNDHAY UR KALAY RASTAY PUR NOOR HO JAEEN.

MUJHE MALOOM HE ITNA KEH DAYEM ZANDAGI POSHEEDA HE IN CHAR KADMOON ME

BOHAT SI RAHATEIN MUZMIR HAN IN DUSHWAR RASTOON MEIN

MERAY BARAY NA KUCH SOCHO

TUM APNI BAT BATLAOO

KAHOO TO CHALTAY RAHTAY HAN

KAHOO TO LOUT JATY HAIN...

Reply With Quote
Reply

Tags
hain, jatay, jate, kaho, laut, lout, poetry, urdu


Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests)
 

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
♫ Zindagi Ke Safar Me Guzar Jate Hain; Babul Supriyo .BZU. Indian Video Songs (Hindi) 0 21-09-2011 03:03 AM
Dost to rukhsat ho jate hain, .BZU. Aik Shair Aik Ahsaas 0 22-08-2011 11:12 AM
Kaho To Lout Jatey Hain................ Madiha Fatima Urdu Poetry 2 26-09-2010 09:57 AM
Zindagi aik safar hay jis main Loog milte hain bichar jate hain .BZU. Urdu Poetry 0 18-04-2010 04:35 AM
"Us se milne ko kabhi hum Jo machal Jate hain, usman_latif_ch Urdu Poetry 0 07-03-2009 09:03 AM

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 01:46 AM.
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.