
10-03-2009, 03:29 PM
|
 | | | Join Date: Sep 2007 Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-15 | |
Ik ishq nagar ki vaadi thi Jahan pyar ki nadiya behti thi; iqrar kisi se na karna Pyar kisi se na karna.. (Sad poetry) Ik ishq nagar ki vaadi thi Jahan pyar ki nadiya behti thi Kuch dilwale b rehte thay Jo pyar ki baten krte thay Jab bahar ka mosam ata tha Aur phoul pyar k khilte thay Mast nasheeli shamon mein Pyar se 2 dil milte thay Ik roz wo basti ujar gai Aur pyar ki hasti bikhar gai Phir har ik dil ko sog laga Aur jeevan bhar ka rog laga Dewane phirte rehte hein Aur har ik se wo kehte hein iqrar kisi se na karna Pyar kisi se na karna... |