
25-05-2010, 05:02 PM
|
 | | | Join Date: Sep 2007 Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-15 | |
Ham ko mili hay nai zindagi, Yeh hay jahan kitna haseen Yeh hay jahan kitna haseen Gham ka kaheen naam naheen Ham ko mili hay nai zindagi Charoo taraf ab hay khushi Bikhar gaee rang kahi Ham ko mili hay nai zindagi Dil ne khushi ka lutaya hay khazana Le k bahar aya rangeen zamana Jidhar jedhar jaee nazar Phool khileen edhar udhar Ham ko mili hay nai zindagi Sab kuch paya hay tujhe pa k Poure huwe hain sabhi wahde wafa k Dhark dhark k dil hain mile Khatm huwe sare gile Ham ko mili hay nai zindagi |