Ghum roz Chaley aatay hain Maqrooz k bigday hoey haalat ki manind
Majboor k Honton k sawalat ki manind
Dil ka teri chahat main ajab haal hua hai
Sailab se barbaad makanaat ki manind
Main Un main Bhatkay hue Jugnu ki tarha hun
Us Shakhs ki Aankhen hain raat ki manind
Dil roz sajata hun main dulhan ki tarah se
Ghum roz Chaley aatay hain BARAAT ki manind
__________________
ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls www.momnagull.com |