05-02-2011, 01:16 PM
|
| Account Close | | Join Date: Dec 2010
Posts: 167
Program / Discipline: ------ | |
Chand Lamhe thee.......... Chnd Lamhe thee Qyamat ka safar kia kartee
Zindagi kooy-e-muhabbat say guzr kia karti
Raat qismat ke andhere ko liey raste mai
shaam say ghaath mai beti thee, sahar kia karti
Chorhta dil nu tira shehr, magar kia karta
naam leti nu tera aql, magar kia karti
wo mjay meri muhabbat ka pata kia dete
mot mujko mere marne ki khabar kia karti
rooh ke zakhm ko puhuncha nu badan ka marham
baagh ki nehr byabaan pe asar kia karti
too gya hai to mira be nhi milta hai suraagh
tujay kho kar teri hasrat mre ghar kia karti
ishq ki aanch muyassar nu thee AKHTAR ham ko
aql ki chandni shabnam ko sharar kia karti
================================= |