
11-04-2009, 02:26 AM
|
 | | | Join Date: Sep 2007 Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-15 | |
Badnam Zamanay main mohabat nahi kartay, Dil walay toh dushman say bhi nafrat nahi kartay, Badnam Zamanay main mohabat nahi kartay,
Dil walay toh dushman say bhi nafrat nahi kartay,
Ek bar jisay chaha sada uss krahay,
Hum log amanat main khiyanat nahi kartay,
Tanhai main kar latay hain yaad ansoo baha kar,
Zahir kabhi hum apni Ebadat nahi kartay,
Waqt anay par maloom yeh ho jaye ga tum ko,
Hum sirf dikhawe ki mohabat nahi kartay,
Lekhtay hain faqat ik tumharay liye ghazalain,
Har shaks pe hum aise enayyat nahin kartay |