badbaan khulna sa pehla ka ishara dekhna
ma smandar dekhti hun tum kinara dekhna
yun bicharna bhi boht asaan na tha tum sa magar
jaty jaty us ka wo murr kr dobara dekhna
kis ki badshahat ko lea aya derwaza pa chand
a shab-e-hijran! zara apna sitara dekhna
kea qayamat ha k jis k nam pa pispa huy
in hi logon ko muqabil ma saf-a-aara dekhna
jb ba-nam-e-dil gawahi sar ki mangi jay
khoon ma dooba hua parcham hmara dekhna
jeetna ma jahan jee kaa zeean pehla sa ha
esi bazi harna ka khasara dekhna
aeny ki ankh hi kuch kam na thi mera ley
jana ab kea kea dikhay ga tumhara dekhna
ak musht-e-khak or wo bhi hawa ki zad ma ha
zyndagi ki be-basi ka ista'ara dekhna ...