Quote:
Originally Posted by irfishahpk Qissah abhi hijaab say aage nahi barha, Main aap, woh, janab say aage nahi barha Muddat hui kitaab-e-muhabbat shuru kiye, Lakin main pahlay baab say aage nahi barha |
Isiliye to me 'aap' 'janab' ke chakker me nahi padta.. kabhi aisi naubat aaye to kam se kaam banda ek step aage to rahe hai..