Ab uddas phirtay ho Sardiyou ki Shaamon main
Iss tarah tu hota hai is tarah k kaamon main
Ab tu iss ki Aankhon k mai-kadday mouyassar hain
Phir sakoon dhoodhoo gay Sagaron mani, Jaamon main
Dosti ka daawa kiya, Aashqi say kiya matlab
Min tere faqiron main, Mian tere Gullamon main
Jiss tarah MEHR! iss ka naam chun liya Tum nay
Us nay bhi chun rakha eik naam Naamon main