Phir aaj koi Ghazal aap k naam na ho jaye
Aaj likhtay likhtay Shaam na ho jaye
Ker rahi ho intezaar aap k izhaar-e-Mohabbat ka
Issi intazar main Zindagi tammam na ho jaye
Nahi laiti aap ka naam sar-e-aam iss dar say
Kahin aap ka naam badnaam na ho jaye
Mangti hon jab bhi Duaa tu yaad aata hai...
K judaai mere Pyar ka anjaam na ho jaye
Sochti hon, darti hon aksar Tanhai main
K uss kay dil main kissi aur ka muqqaam na ho jaye....