Aik aur murgha tha.. aur ki kahani kuch youn hay....
Aya tha jis jahaan say bechara wahaan giya
Hamsa ay say na pochi ay Murgha kahan giya.
Murgha kahan giya..
Youn tu safar hiyat ka kaafi taweel tha
Kaafi taweel tha..
Hamsaye kay makaan say soay la makan giya.
Hamsa ay say na pochi ay Murgha kahan giya.
Murgha kahan giya..
Zaaro qataar rooti hain bechaari murghiyan
bechaari murghiyan
Bachon ki good chhor kay wo nojawan giya.
Hamsa ay say na pochi ay Murgha kahan giya.
Murgha kahan giya..
Qasaab ki nigah say daikha giya ghareeb.
daikha giya ghareeb.
Darbay say jo nikal kay saray rasta giya.
Hamsa ay say na pochi ay Murgha kahan giya.
Murgha kahan giya..
Aya tha jis jahan say bechara wahan giya
Hamsa ay say na pochi ay Murgha kahan giya.
Murgha kahan giya..