Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch 7. Punjabi Lassi
waise b juice sirf fruits ka he nahi hota kisi bhi cheez ka ho sakta ha
juice means mashroob (peenay wali cheez)
specifically tu wohi liya jata ha laqin yahan ws sence mein nahi ha |

peenay wali cheez .. is ka matlab hay paani bhi juice huya...
aur dodh (milk) bhi juice hota hay..