Suno!
Tum aksar sochte ho gay,
Hum tumhain yaad nahi kartay,
Tumhain ham bhool jate hain,
Asal main baat kuch yuon hay,
Kay jab tum yaad aatay ho,
To kuch bhi yaad nahi rahta,
Or
Tumhari yaad main kho kar
Hum batana bhool jatay hain,
K tum kitna yaad aatay ho?