Re: Welcome our new staff. (Usman Latif as Global Moderator) @ ems: aap ko maali iss li ay nahi bnaya giya because yahan poday nahi ug rahay.. waisay agar aap nay maali ban na hay tu aap usman say rabta karain un kay signature main poday lagay ho ay hain, un ki daikh bhaal kiya karain..
|