na main unko janu
na woh mujhe pehchane
kyu ki dono ka PROFILE hi BLANK THA
kuch na tha ki unki pata dhun lu
dil mein jag utha pyar
dil mein hi dafan ho gaya
aaj tak unko dhun nahi paya
kyu ki unka e-mail: ID hi
YAHOO se COLLAPSE ho gaya !!!!!!!!!!!!!