Raat kay aakhari pehar tha
Mujh say Chaand nay kaha
HUmnasheen Alvida.......
Mujh ko neend aa rahi hai
Kal millen gay issi jaggah
Main Sun ker
Muskura di
Ussko batla diya
Jannay waley.....
Laot,tay nahi
Tum nahi aao G......
Mujhe hai Yaqeen
MEri bat sun k wo ruk gaya
Aur kehnay lagga
Tum say wadda karon..
Phir poora na karon
Aisa mumkin nahi
Sun Aay Humnasheen !!!
Main Chand hon Insan nahi