Maine kaha wo Ajnbi hai
Dil ne kaha ye Dil ki Lgi hai,
Maine kaha wo Spna hai
Dil ne kaha phir b Apna hai,
Maine kaha wo do pal ki Mulaqat hai
Dil ne kaha ye sadiyo ka Sath hai,
Maine kaha wo mri Bhol hai
Dil ne kaha phir b qabol hai,
Maine kaha wo mri Haar hai
Dil ne kaha yhi to PYAR hai