Pyar k deep jalane wale kuch kuch pagal hote hain
apni jaan se jany wale kuch kuch pagal hoty hain
hijar k gehray zakhm milay,tab mujh ko ye ehsas howa
pagal ko samjhaney waley kuch kuch pagal hoty hain
jaan se pyary logo se b kuch kuch parda lazim hai
sari baat batany waly kuch kuch pagal hoty hai.