Zara khamosh Reh kr B Unhen Sb kch Suna Dena,
Zuban Say kch Na kehna Dekh kar Aanso Baha Dena.
Mai Mujrim Hon Muje iqrar Hai jurm-e-Muhabbat ka,
Magar Pehlay khata Par Ghor kar lo Phir Saza Dena.
Ejazat Ho To keh doon Qissa-e-Ulfat Sar-e-Mehfil,
Mujhe kch To Fasana yad Hai kuch Tm Suna Dena