Sab khuloos baaton mein sab karam khayalon mein
Bas zara wafa kam thi tere shehar walon mein
Pehli baar nazron ne chaand bolte dekha
Hum jawab kya dete kho gae sawalon mein
Meri aankh k taare ab na dekh pao ge
Hum raat k musafir thy kho gae ujalon mein...