Na main pas usko bula saka,
na main dil ki bat bta Ska,
Wo hansi hansi main he chal diya,
K main hath tak na hela ska,
Youn he sochta raha dor tak,
Magar usko kuch na bta ska,
Ye maqam hi tha ajeeb sa,
K main khud ko bhe na bacha saka
Wo juda bhe kaisay howa k main,
Koi rasam tak na nibha saka.