Her Lamha intezar ki aadat si ho gayi hai
Yuhi Khayal-e-Yar ki aaadat ci ho gayi hai
Wo jhoot bhi kahay tu ussay mantay hain sach!
Uss pay tu Aetabbar ki adat ci ho gayi hai
Ab dosra miilay tu bhi Dil manta nahi!!!
Hum ko tu uss kay Pyar ki aadat si ho gayi hai
Khushiyan agar millen tu Hum gham pay war dein
Ghaatay kay karobar ki aadat ci ho gayi hai.......