Thread: Kuch Ghamm!
View Single Post
  #1  
Old 19-02-2009, 04:13 PM
Qurrat-ul-ain's Avatar
Qurrat-ul-ain Qurrat-ul-ain is offline

 
Join Date: Aug 2008
Location: Multan
Posts: 551
Program / Discipline: MCS
Class Roll Number: MCS-06-35
Qurrat-ul-ain will become famous soon enoughQurrat-ul-ain will become famous soon enough
Send a message via MSN to Qurrat-ul-ain Send a message via Yahoo to Qurrat-ul-ain
Unhappy Kuch Ghamm!

Dard hotay hain kai Dil main chuppanay k liye
Sab kay sab Aansoo nahi hotay bahanay k liye

Umer tanha kaat di Wada nibhanay k liye
Ehd bandha tah kissi nay aazmanay k liye

Kuch Diyye dewar p rakhnay hain Waqt-e-Intezar
Kuch diyye laya hon Palkon pay jallanay k liyye

Wo bazahir tu milla tha eik lamhay ko MEHR!
Umer sari chahaiye uss ko bullanay k liye

Log Zair-e-Khak bhi tu doob jatay hain MEHR!
Ek Samandar hi nahi hai doob janay k liyye..

Tu ps khanda hi Aaahon ki aawazein tu Sunn!!
Yeh hansi tu aai hai aansoo chuppanay k liye

Koi ghumm ho, Koi Dukh ho, Dard koi ho MEHR!
Muskurana per hi jata hai Zamanay k liye....


__________________
Qurrat-ul-ain
Reply With Quote