View Single Post
Old 25-02-2008, 12:40 AM   #2
!!Ahmad Mushtaq!!
Exclamation Re: Please Read This

Quote:
Originally Posted by *SUNDARI* View Post
Assalam-u-Alaikum

ajkal ke kaisay Musalmaan hain ?nahi:
  • Fajar neend mein.
  • Zuhar University ya job mein.
  • Asar araam mein.
  • Maghrib kaam mein.
  • Ishaa TV mein.
  • Jumah ke sirf doh rakaat.Wo bhi duniya ke khayal mein.
  • Agar koi tahajjud padhta hai toye bahut ta'jjub ki baat samajhte hain!
Yaad rahe?

Qabar main sabse
Pehele jo sawal hoga wo
Namaz hi ke bare main hoga.
Aap sabse guzarish hai ke apne momin
bhaiyon aur baheno ko namaz ki dawat dein.
Inshallah Allah
Aapp ko is ka ajar milega.
Allah us bande ki jayez hajaat poori karde jo
ye message sab tak pahunchayega
( Aameen )

plz avoid these songs

1..Om Shanti Om
2..Harey krishna Harey Ram

in songs ko sun ker ga ker aap gawahi deytey ho ke Bhagwan Omkara Or krishna Ram hee ebadat ke layeek hien. Aap anjaney mien jo ye ikrar kar rahe ho yeh kufar or shirk hai.ikrar srf Kalmae Tauheed ka krna chahiye jo as a Muslim hum per lazim bhi hai.sab Guunah Allah ki zaat bakhsh deyti hai sirf Shirak eysa Gunnhah hai jo kisi surat Allah nahi bakhsey ga..kyun ke yeh Allah sey :elan e jang hai

Sanwariya film Ka song
Raab bhi dewwana lagey
khud socho aap kia gungunatey ho?

Jannat k 8 darwazein hai
un k name
1. jannatul mava
2. darul maqam
3. darul salaam
4. darul khuld
5. jannatul adan
6. jannatul naim
7. jannatul kasif
8. jannatul firdous

INSHALLAH ROZ-E- QAYAMAT har darwazey se apka name pukara jaye (AMEEN)

Islamic note ..
Aik farishta: Aaj mein ALLAH k itne kareeb howa k mere aur ALLAH PAK k beech sirf 70 Pardey reh gie! Doosra Farishta: Lekin jab
momin NAMAZ k liye khada hota hai to yeh 70 parday bhi nahi rehte!
SUBHAN-ALLAH Achi baat ko phailana Sadqa-e-Jariay hai..


JAZAK-ALLAH Rasool Allah (S.A.W) ne Farmaya:

1. Jo shaks har waqat Wazoo me rahey ga. Allah Tallah uski rozi kushada farmayein gey!
2. Us Shaks ki hajat jald pooori hoti hai jo apni hajat kisi or insaan ko na bataye!
3. Allah Tallah us shaks ko aabad kartey hein jo Hadees-e-Nabwi (S.A.W) sun kar doosron ko pohanchatey hein!
Assalam-o-Alaikum!

Oh great information! But dear, you should also give the references of different Hadiths as you may know that there are also some hadiths that are not sahih. So better post with references next time.

Regards.
  Reply With Quote