Kitna dard hai chupa iss dil main Kitna dard hai chupa iss dil main kitni ahey hain in sansoon main kitney ansoo hain rakhye ankhon main kitni tarap hai meri ahoon main Tum kabhe nahi samjh sakoo gey mery karb main guzri raton ko un lamho ki yadoon ko jo na ki kabhe main ney woh sabhe baton aur wadoo ko Tum kabhe nahi samjh sakoo gey dil ka tootna kiya hota hai kisi ka bicharna kiya hota hia kabhe milker bhe na mila kiya hota hai tanhai ka ghum kiya hota hia Tum kabhe nahi samajh paoogey Tanha rehna kiya hota hia khuch paker khona kiya hota hia naam palko ka anso kiya hota hia Tum kabhe nahi samajh paoogey... Sahil ki na main han hota hia Uss ki dharkan ka rukna kiya hota hia Kisi ka pehla piyar kiya hota hia Tum kabhe nahi samjh paogey..... Mouflisi ka rona kiya hota hia dard ka sehna kiya hota hai khamosh rehna kiya hota hai....... Tum kabhe nahe samajh paogey..... |