Mohabbat kernay waly aaj
Izhar-e-Mohabbat ker rahay hain per!!!
Tumharay hath main jo phool hai iss ko
Mohabbat k Saheefay main kahin rakh do
K Izhar-e-Mohabbat kay liyye Lamhay muqarrar tu nhi hotay
Mohabbat tu dinnon ki Qaid say Aazad hoti hai
Mohabbat mian Riwayat Phool daine ki..
Boht hi Khoobsaurat hai
Magar Tum aaj mujhe Phool mat daina..
Taqazay meri chahat kay siwwa hain kuch
K meri pyar ki Rasmein Zamanay say Judda hain kuch .....