Re: Assignment No. 02
Abhi tu pehli bhi submit nahi karwai hay. Sir nay second assignment bhi day de..
aur assignment kay marks bhi tu bohut kam rakhay hain..
Only 2 marks assignment..
Aik pora din lag giya tha mujhay assignment compose kartay ho ay..
12 pages assignment ....
anyway..
Jaisay sir ki marzi..
Abh yeh bhi banani paray gay..
Insha Allah.. I will do it in time..
Thanks for sharing the assignment..
tata.
fe amman Allah
|