Ab kisi se koi gila nahi ab kisi se koi gila nahi
jisko chaha tha wo mila nahi
ye tu sab khel hai naseebon ka
apni qismat mein wo likha hi nahi
dil ki dharkan ko kar diya madham
ab dharaknai ka silsila hi nahi
hijr taboot kar gaya hum ko
ab tu rone ka hosla hi nahi.
__________________ *It's Crimin@l*
-Innocent King-
AzMul Haq
R.Y.Khan
Pakistan
▓▒░►∞.₤ñĴΦŸ.∞◄░▒▓▐ |