chalo shukar h k result aa rha h,
ma ap ko board ki purtiyo ka batao k kal ek student ko board ki tarf sa notification gya k ap na apni fee jama nai krvai, jaldi sa jurmana samait fee jama krva dy wrna ap ka result late ho jay ga,
Mazy ki bat ya k us na too nahi apply kya tha na hi papers diya thy......