
08-11-2011, 01:57 PM
|
 | | | Join Date: Jul 2010 Location: Riyadh Age: 35
Posts: 4,544
Contact Number: See my signature at the end of my posts Program / Discipline: MIT Class Roll Number: MITF12A006 | |
Re: Molvi ki Frog Jumping, Love Story or Singing - Extreme Funny kamal ki baat hai ,, pheli bat hai ,, molvi sahib ko ana nai chaye tha dosri baat lata ko kusra bana diya ,,
wese apas ki baat hai aik bar waqar zaka ko main ne bhi email ki thi ... waqar zaka nay email ki k koi clips send karu ..., than main ne aik 2 ulti sidhi harkatain record kar k bhej dien ,, reply aya k ok come to kaeachi for audition ... phie main ne ame ko kaha k karachi jana hai ,, tu ame nay kaha k yey sare bhoot yahien utar dun gi aram say bhethay rahy warna main ne himmat wala insaan ka tag win ka k hi ana tha phir main new waqar zaka ko email ki k due my annual exams mian karchi nai a sachta phir koi reply hi nai aya ...,tu yey thi meri kahani ,, lakin yar molvi sahib ko nai ana chaye tha ..., acha main ne yey socha tha k jab main waqar zaka k program main jahun ga tu snake ko kiss karun ga ya aysa hi kuch aur ..., tu main select hu jhaun ga par abhi tak tu jane ka moqa nai mila ,, us waqt audition karachi main hua kartay thay ... agar kisi season main audition multan main hue tu phir zaroor jahun ga ,.,...  |