Re: If you want to succeed you should strike out on new paths english meri app say zaida achi hai ,, muje lafzi matlab sab samaj a gae han ,, main poch raha hun k won path kiyun nai ,, apni path main tu risk hota hai ,, aur har insaan ka koi na koi ideal hota hai jis k naqshe qadam par wo chalta hai |