Batao kiya mila tum ko bhala hum se khafa ho kar......
suna hai tum bhi pareshan ho hum se juda ho kar
qasoor akhir tumhara tha ya mera tha Khuda janay
kabhi ye baat sochain gay phir dono eik jaga ho kar
abhi tak yaad hai hum ko tumhara wo haseen wada
na tum jee paoo gay duniya main hum se be-wafa ho kar...........♥