Quote:
Originally Posted by Salman Mushtaq main ne karachi k logoun se pocha ,, meri khala bhi wahain rehti hai wo kheti hain k aysa kuch nahi hai yey news walun buhat zaida bharha charha kar dikhatay hain .,.,,.,. aik ya 2 ilaqoun main halat kharab or nazuk hain but yey us ilaqay ki bajae pure karachi k halat news main kharab kar daitay hain ,.., |
News mai jo lashain mari hoi dikhaty hain? janzay ja rahy hoty hain?
wo bhi aisay hei bana daity hain kia?