Re: Main karachi hon , kis kay haath per apna lahu talash karon main ne karachi k logoun se pocha ,, meri khala bhi wahain rehti hai wo kheti hain k aysa kuch nahi hai yey news walun buhat zaida bharha charha kar dikhatay hain .,.,,.,. aik ya 2 ilaqoun main halat kharab or nazuk hain but yey us ilaqay ki bajae pure karachi k halat news main kharab kar daitay hain ,.., |