٠•●♥Main naay pocha kesy ho?
BaadLay ho ya wesay ho?♥●•
˙●๋• Roop wohi,andaz wohi
ya phir us ma koi kami?˙●๋•
٠•●♥Hijar ka kuch ahsas tou hoga.
koi tumhary pas tou hoga?♥●•
˙●๋•Main bichra ya majbori thy.
kab manzoor mujhy doori thy?˙●๋•
٠•●♥Sath humara kab choota ha?
Rooh ka rishta kab toota hai?♥●•
˙●๋•Ankh saay jo ansoo behtay hain
tum ko khabr hai Kya kehtay hain?˙●๋•
٠•●♥MAin naay kaha awaz tumhari
ajj bhi ha humraz humari.♥●•
˙●๋•Phool wafa k khiil jain gaay
Aik din hum phir mil jain gaay.˙●๋•