Yeh mere dil ka janan..
ek akhari faisala hay
Abh saath hoga na tera
Yeh dard ki inteha hay
Tha pyar mera tu jhota
Sacha magar khua yeh hay
Tanhaiyon main hon roya
tab ja kay mujh ko mila hay
Dunia kay rishton main tu hota he raha hay
Laila aur majnon bhi tu ek dosary say juda hay
chhor giya , mujhko adhora yahan.
kia yeh wafa hay, ya hay koi inteha
Kaisay jiyen, Kis say kahin,
Kab say shuru , Yeh silsalay
Jin kay nishan, Abh mil rahay,
Wo na yahan kiyon mil rahay..