Re: Engineering Entry Test cancelled as paper leaked; UET Paper out ho giya lahore main 13000 bachoun nay test diya .,.,.,., yey paper out ka kaam 3,00000 say start hua aur 30,000 tak a gaya tha ,.,. kuch friendss nay 3000 or 4000 add kar k paper kharida ,,.,.,. in k sath yahi hona chayey tha but afsoos ki baat yey hai k baqi cities main test out nahi hua tha aur un ko bhi saza mil gai .,., kisi ka test tou buhat buhat acha hua tha ,.,., ab new date 11 september 2011 bata rahe hain university walw main ne phone kiya tha phelay tou utha nahe rahe thay phir bata nahi rahe thay par app k bhai nay ugalwa liya |