Re: Love Marriage...!!! ♥;Love is blind but this is mentally challenged
yes hu gaya hai ,.,.,.,., yar yey tou koi mazak bhi nahi lag raha tha sab original lag raha tha news ale bhi thay ,.,., kiya pata yey aik dosrey say piyar kartay hun aur in ki love marrage hu ayse bila waja nahi hanstay viky ggggg .,., aur larki ne khaa na ,.ALLAH TA ALA nay jo kismat main likha tha wo hu gaya ,.,., aur joray tou asmanun par bantay hain na ,.,.
|