dar badar ki saza sy darty hain...
khushk patty hawa sy darty hain...
aandhi0n sy kbhi muhabbat the..
ab to baad-e-saba sy darty hain...
nafrat0n ne w0h lazzatein bakhshien...
chahat0n ki bala sy darty hain...
KEH ZINDAGI KI DUA SY DARTY HAIN.......!!!!!!!!