Us akhari class ka akhari lecture mai kis qadar udasi thi.
kis qadar khamoshi thi phir nahi milen gay hum...
saans aj bhi rukti hai..
har ik aankh num the,,woh chehray jo kabhi na_ashna se lagtay thay..
hum jinhyn chori chori ankhon sy takty thay..
waqat guzrny k sath sath ho gae jo pash pash..
rafta rafta ban gae wo he umeed wo he ass.
jab uth gay hum us kamry say
Ek haseen sapny say
jany kidhar gay sub phir lot kay na mil paye hum
Us Akhari Class k Akhari Lecture main kis Qadar Udasi the..