Re: Only in Pakistan
bas ab buhat hu gai mazaq ki aik had hoti hai .,.,.,./,/,/,/,.,.,.,.,.,.,.,.,yay sab sadia g ka kasoor hai ,.,main acha khasa larka hun mujay larki bana diya app sab ko pata hai mujay is bat say gussa ata hai k koi meray nam ko sulman likhe ya kuch aur app phir bhi jan boch k muje tang karte hu main nay app ka kiya bigara hai ,,.,.,., sadia g ko tou lagta hai ab university ja kar milna hi pare ga k unhun nay yay sab start kiya hai aur wohi yay sab khatam karain
|