Re: NTS result card
ajj main apni old posts parh raha tha usman bhai ajj mujay pata chala k app tou start say hi muj say lartay rehtay thay ,.,. khabhi piyar ka aik sentence meray liyay nahi likha isi liyay facebook wali post main sab ka thanks kiya par mera nahi kiya ,., app ko pata hai k mera is say bara dil dukhta hai jab app aysa kartay han /,/,/,
|